Happy Birthday Shah Rukh Khan: 10 times he taught everyone the meaning of love
Image Credit : Google
“Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai. Aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai.”
Image Credit : Google
“Raj, agar woh tumse pyaar karti hai to woh ek baar palat ke dekhegi… Palat, palat…”
Image Credit : Google
“Kya tumne kabhi bhi , ek din ke liye bhi, ek pal ke liye bhi, mujhse pyaar kiya tha?”
Image Credit : Google
“Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho, toh poori kainat tumhein usse milane ki koshish mein lag jaati hai.”
Image Credit : Google
“Main tumhe zindagi bhar pyar karoonga aur marte dam tak pyar karoonga, aur uske baad bhi.”
Image Credit : Google
“Sabse zyada pasand mujhe yeh doori hai, kyun ki agar ye doori na ho, toh tumhare kareeb aane ka bahana na mile.”
Image Credit : Google
“Pyaar dosti hai... Agar woh meri sabse achi dost nahi ban sakti toh main usse kabhi pyaar kar hi nahi sakta. Kyunki dosti bina toh pyaar hota hi nahi.”
Image Credit : Google
“Sachhi mohabbat zindagi mein sirf ek baar hoti hai aur jab hoti hai toh koi bhagwan ya khuda usse nakamyab nahi hone deta.”
Image Credit : Google
“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. Har mod asaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte, phir mohabbat ka saath kyun chhodein?”
Image Credit : Google
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, teri hansii ki beparwah gustaakhiyaan, teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan… nahin bhoolunga main, jab tak "
Image Credit : Google